Monday 22 September 2014

Arziyaan


Arziyaan Song Jigariyaa by 

Aa... aa...

Mil jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chaahun main
Tu hi to sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa...
Sun le zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salaamiyan

Arziyaan arziyaan..
Sun le dil ki arziyaan (x4)

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main choonu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunu.. (x2)

Pyaar tera hai bekhabar besabar
Sajde di tujhe karta hai salaamiyaan

Arziyan, arziyan..
Sunle del ke arziyan (x4)

Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse rubaru
Main nahi hoon mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su.. (x2)

Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salaamiya

Arziyaan, arziyaan..
Sune le dil ki arziyaan (x4)

Mil jaao to mil jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salaamiyan

Arziyan, arziyan..
Sunle dil ki arziyan (x4)




Listen Audio Here Download link

No comments:

Post a Comment