Wednesday 21 May 2014

Aik Baar


Aik Baar - Shahzad 


 ek baar keh do, tumhe pyaar hai na

jhuta hi sahi ikraar hai na

tum ho nahi ho, tumhaara saath hai kya

ek khwaab jaisa ehsaas kya

kya pyaar yahi hai, dil ko dukhaana

kya pyaar yahi hai, dil todke jaana

pyaar ko mere tumne samajha hai kya - (2)

ek baar keh do, tumhe pyaar hai na
jhuta hi sahi ikraar hai na
kya pyaar yahi hai, dil ko dukhaana
pyaar ko mere tumne samajha hai kya - (2)

deewaanagi ki tum inteha ho

jo ruk na paaye woh raasta ho

tum pyaar tum hi meri wafa ho

mushkil bada hai, yeh dard sehna

yeh ghum chhupaana, dushwaar hai na

kya pyaar yahi hai, dil ko dukhaana
kya pyaar yahi hai, dil todke jaana
pyaar ko mere tumne samajha hai kya - (2)

chaahat ke lamhe do chaar hai na

yeh pal gawaana bekaar hai na





Listen Audio Here Download link

No comments:

Post a Comment