Monday 26 May 2014

surroor


The Xpose: Surroor Full Video Song | Himesh


Meri aankhon mein tu meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera suroor dil pe chhaaya hai

Tere bina ab to kahin katta nahi waqt intezar ka
Tere mere iqraar ka lamha yahi to hai bas pyaar ka
Veeraniyon se mujhko nikala teri yaadon ne mujhko sambhala
Meri aankhon mein tu meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surroor dil pe chhaaya hai

Tera ta tera ta tera suroor
I dont know baby hai kiska kasoor
Aaja tu aaja meri baahon mein
Sir chadh gaya baby tera fitoor

Jab se kiya tujhpe yaqeen
Meri wafaa ko sahara mil gaya
Sajne lage armaan mere
Dil ke falak ko sitaara mill gaya
Saaye se tere lippta rahoon main
Teri ragon mein ab to bahoon main
Meri aankhon mein tu meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surur dil pe chhaaya hai


Listen Audio Here Download link

No comments:

Post a Comment