Sunday 4 May 2014

Tu hi to hai khayal mera


Tu Hi Toh Ha


Awaargi karta hoon
Par main awaara nahi
Chhoda khulla
Dil ko magar
Khud ko bigada nahi
Aise lage, tere bina
Ab toh guzaara nahi
Kisi ka bhi hounga na main
Huaa jo tumhara nahi
Tu hi to hai khayal mera
Tu hi to hai qaraar mera
Jhoote nashe jahaan pe kabhi
Tu hi to hai khumar mera (Repeat once)
Main Aana tere aage dekho dil haara hoon
Main Aana jaise bhi hoon
Jo bhi hoon tumhara hoon
Jo teri chahatein samete
Woh kinaara hoon
Kaise main ye kahoon
Main Aana tere liye zameen pe utaara hoon
Main teri bholi bhaali aankhon ka ishara hoon
Jo teri chahatein samete woh kinaara hoon
Kaise main yeh kahoon
Tu paas bhi (Zara, zara..)
Tu pyaas bhi (Zara, zara..)
Tu raaz bhi (Zara, zara..)
Main ho gaya hoon tera
Tu hi toh hai khayal mera
Tu hi toh hai qaraar mera
Jhoothe nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hai khumar mera..
Zinda hoon tujhpe mar ke
Bhoola sab tujhko padh ke
Kaise hai pyaar tera haan..
Tu hi toh hai khayal mera
Tu hi toh hai qaraar merai



Listen Audio Here Download link

No comments:

Post a Comment